Intro Mujhko milna tera Kam nahi inaam se Saanth tere zindagi Guzaregi aaram se Chorus Saanth hai tu mere , saanth hai har khushi Main khuda se bhala , aur kya maangun Aur kya maangun, aur kya maangun Haanth uthte hain ab , sirf tere liye Tujhko sab kuchh mile , ye dua maangun Aur kya maangun, aur kya maangun Verse 1 Meri har cheez par, haq hai pahla tera Dil zahan jismo jaan , pe hai kabza tera Dil toh har waqt hi , zikr karta tera Aur aankhon mein bhi, chehra rahta tera Pre-chorus Aakhri saans tak, tu karegi wafa Iska tujhse fakat , main waada maangun Chorus Saanth hai tu mere , saanth hai har khushi Main khuda se bhala , aur kya maangun Aur kya maangun, aur kya maangun Haanth uthte hain ab , sirf tere liye Tujhko sab kuchh mile , ye dua maangun Aur kya maangun, aur kya maangun Verse 2 Mushkilen jitni aaye koi gam nahi Teri naarazgi sah na paaonga main Khuda na kare gar hua aesa toh Main nahi jaanta kya ho jaounga main Pre-chorus Isliye hi har ek , baat par main teri Do do dafaa , razaa maangun Chorus Saanth hai tu mere , saanth hai har khushi Main khuda se bhala , aur kya maangun Aur kya maangun, aur kya maangun Haanth uthte hain ab , sirf tere liye Tujhko sab kuchh mile , ye dua maangun Aur kya maangun, aur kya maangun